SEARCH RESULTS
Showing search results for "eraser"
Ghazal MATCHES FOR "eraser"
Ghazal
hosh aayaa to sabhii KHvaab the reza reza
jaise u.Dte hu.e auraaq-e-pareshaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
tum ne Thahraa.ii agar Gair ke ghar jaane kii
to iraade yahaa.n kuchh aur Thahar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ham KHaak-nashii.n tum suKHan-aaraa-e-sar-e-baam
paas aa ke milo duur se kyaa baat karo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
dil me.n kitne ahd baa.ndhe the bhulaane ke use
vo milaa to sab iraade to.Dnaa achchhaa lagaa
Amjad Islam Amjad
Ghazal
uruus-e-laala munaasib nahii.n hai mujh se hijaab
ki mai.n nasiim-e-sahar ke sivaa kuchh aur nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
zindagii kyaa hai anaasir me.n zuhuur-e-tartiib
maut kyaa hai inhii.n ajzaa kaa pareshaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
zaraa sii baat hai is kaa tamaashaa kyaa banaa.e.n ham
iraade TuuTte hai.n hausle mismaar hote hai.n
Abbas Qamar
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
dastaras me.n hai.n anaasir ke iraade kis ke
so bikhar ke hii rahaa ko.ii bikharne vaalaa
Parveen Shakir
Ghazal
kuchh likhaa hai tujhe har barg pe ai rashk-e-bahaar
ruq.a vaare.n hai.n ye auraaq-e-KHizaanii us kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
dar pe rahne ko kahaa aur kah ke kaisaa phir gayaa
jitne arse me.n miraa lipTaa hu.aa bistar khulaa
Mirza Ghalib
Ghazal
uruus-e-dahr ko aayaa thaa pyaar ham par bhii
ye besvaa thii kisii shab nisaar ham par bhii