SEARCH RESULTS
Showing search results for "eraser"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "eraser"
Ghazal
hosh aayaa to sabhii KHvaab the reza reza
jaise u.Dte hu.e auraaq-e-pareshaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
tum ne Thahraa.ii agar Gair ke ghar jaane kii
to iraade yahaa.n kuchh aur Thahar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
PAGE MATCHES FOR "eraser"
MORE MATCHES FOR "eraser"
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
tuu falaatuun o arastuu hai tuu zahraa parvii.n
Kaifi Azmi
Sher
zindagii kyaa hai anaasir me.n zuhuur-e-tartiib
maut kyaa hai inhii.n ajzaa kaa pareshaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Sher
mai.n lauTne ke iraade se jaa rahaa huu.n magar
safar safar hai miraa intizaar mat karnaa
Sahil Sahri Nainitali
Ghazal
ham KHaak-nashii.n tum suKHan-aaraa-e-sar-e-baam
paas aa ke milo duur se kyaa baat karo ho



