SEARCH RESULTS
Showing search results for "eraser"
Nazm MATCHES FOR "eraser"
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
tuu falaatuun o arastuu hai tuu zahraa parvii.n
Kaifi Azmi
Nazm
tarana-e-milli
saalaar-e-kaarvaa.n hai miir-e-hijaaz apnaa
is naam se hai baaqii aaraam-e-jaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
andha kabaadi
chamak uTThe.n lab o ruKHsaar o gardan
jaise nau-aaraasta duulho.n ke dil kii hasrate.n
Noon Meem Rashid
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
KHuftagaan-e-laala-zaar o kohsaar o ruud baar
hote hai.n aaKHir uruus-e-zindagii se ham-kanaar
Allama Iqbal
Nazm
abhi hum KHub-surat hain
abhii ham KHuub-suurat hai.n
hamaare jism auraaq-e-KHizaanii ho ga.e hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
tumhaare husn ke nam
tumhaare haath pe hai taabish-e-hinaa jab tak
jahaa.n me.n baaqii hai dildaari-e-uruus-e-suKHan
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sarhaden
kis ne duniyaa ko bhii daulat kii tarah baa.nTaa hai
kis ne taqsiim kiye hai.n ye asaase saare
Ahmad Faraz
Nazm
pandrah august
vo KHvaab ab bhii salaamat hai yaa fuzuul ga.e
chale the dil me.n liye jo iraade puure hu.e
Javed Akhtar
Nazm
ramayan ka ek scene
dekho ye qudarat-e-chaman-aaraa-e-rozgaar
vo abr-o-baad o barf me.n rahte hai.n barqaraar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
himala
ai himaala ko.ii baazii-gaah hai tuu bhii jise
dast-e-qudrat ne banaayaa hai 'anaasir ke liye