SEARCH RESULTS
Showing search results for "faal-naama"
Ghazal MATCHES FOR "faal-naama"
Ghazal
har guzartaa pal nayaa ik mas.ala detaa gayaa
har guzartaa din na.e Gam kaa pata detaa gayaa
Mohammad Habeeb Habeeb
Ghazal
lagtaa hai hamesha se isii kaam lage hai.n
ye pe.D mashaqqat pe sar-e-aam lage hai.n
Masood Ahmad
Ghazal
havas-e-fiil-numaa ka.aba-e-dil Dhaa.egii kyaa
ishq abaabiil ne maahaul badal jaanaa hai
Ahmad Sageer
Ghazal
chaman me.n jab bhii tiraa tazkira nikaltaa hai
har ek phuul nayaa pairahan badaltaa hai
Javed Sahil
Ghazal
duur tak phailaa diye kohsaar jangal vaadiyaa.n
rizq aa.nkho.n ko diyaa har pal nayaa karte rahe
Abdullah Kamal
Ghazal
har aah ko mai.n she'r kii detaa huu.n suurate.n
har pal nayaa 'azaab hai bhaTke vajuud me.n
Majid Jahangeer Mirza
Ghazal
lekhe kii yaa.n bahii na zar-o-maal kii kitaab
hai apne haq me.n vaa-shud-e-dil faal kii kitaab
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Fazl Lakhnavi
Ghazal
dil ko afsos-e-javaanii hai javaanii ab kahaa.n
ko.ii dam me.n chal base.nge zindagaanii ab kahaa.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
ye nayaa phuul hai aur ye KHushbuu na.ii
ye na.ii shaam hai aur nayaa dard hai
Najma Shaheen Khosa
Ghazal
taasiir jazb masto.n kii har har Gazal me.n hai
e'jaaz ba.D me.n hai to karaamat zaTal me.n hai