SEARCH RESULTS
Showing search results for "faateh"
Ghazal MATCHES FOR "faateh"
Ghazal
nii.nd nahii.n aatii thii saazish ke dha.Dke me.n
faateh ho kar bhii kis darja buzdil thaa mai.n
Shariq Kaifi
Ghazal
vo adaa-e-dilbarii ho ki navaa-e-aashiqaana
jo dilo.n ko fat.h kar le vahii faateh-e-zamaana
Jigar Moradabadi
Ghazal
ik janaaza uThaa maqtal me.n ajab shaan ke saath
jaise saj kar kisii faateh kii savaarii nikle
Mohsin Naqvi
Ghazal
ye dau.D bhii ajiib sii hai faisla ajiib-tar
kii faateh-e-hayaat vo jo gir ke phir sambhal gayaa
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
'yagaanaa' vahii faateh-e-lakhknau hai.n
dil-e-sa.ng-o-aahan me.n ghar karne vaale
Yagana Changezi
Ghazal
aap aaraa.ish-e-gesuu me.n lage hai.n naahaq
faateh-e-dil to mohabbat kii nazar hotii hai
Nazeer Banarasi
Ghazal
diivaar o dar me.n der se sargoshiyaa.n sii hai.n
faateh qabiilo.n kaa ko.ii sardaar aa.egaa
Musavvir Sabzwari
Ghazal
jaise maftuuh na ho faateh-e-sad-aalam ho
dil ne yuu.n Daal diye ishq me.n hathiyaar ki bas
Liyaqat Ali Aasim
Ghazal
ye martaba koshish se mayassar nahii.n hotaa
har faateh-e-ayyaam sikandar nahii.n hotaa
Qamar Siddiqi
Ghazal
sofaar-e-tasavvur hai sitaaro.n kaa hadaf hai
hai faateh aflaak ye insaa.n kaa sharaf hai
Izhar Asar
Ghazal
Ehsan Ali Khan
Ghazal
bane vo faateh-e-kaunain KHush ho tuu jis se
ziyaada ganj-e-kavaakib se ho shumaar me.n luuT
Habeeb Moosavi
Ghazal
duusraa paa.nv uThaane kii zaruurat na pa.De
aur mai.n faateh-e-naahiid-o-surayyaa ho jaa.uu.n
Zubair Shifai
Ghazal
malbe pe savaar aaKHirii faateh kii tarah the
bachcho.n kaa mire khel thaa ghar TuuTte rahnaa