SEARCH RESULTS
Showing search results for "faateh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "faateh"
Ghazal
nii.nd nahii.n aatii thii saazish ke dha.Dke me.n
faateh ho kar bhii kis darja buzdil thaa mai.n
Shariq Kaifi
Ghazal
vo adaa-e-dilbarii ho ki navaa-e-aashiqaana
jo dilo.n ko fat.h kar le vahii faateh-e-zamaana
Jigar Moradabadi
Nazm
kisan
vaaris-e-asraar-e-fitrat faateh-e-ummiid-o-biim
mahram-e-aasaar-e-baaraa.n vaaqif-e-tab.a-e-nasiim
Josh Malihabadi
Ghazal
ik janaaza uThaa maqtal me.n ajab shaan ke saath
jaise saj kar kisii faateh kii savaarii nikle
Mohsin Naqvi
Mazahiya
kahii.n jo faateh-e-aazam ko.ii kha.Daa hotaa
mire KHayaal me.n yuu.n pose de rahaa hotaa
Adil Lakhnavi
PAGE MATCHES FOR "faateh"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "faateh"
Ghazal
ye dau.D bhii ajiib sii hai faisla ajiib-tar
kii faateh-e-hayaat vo jo gir ke phir sambhal gayaa
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
'yagaanaa' vahii faateh-e-lakhknau hai.n
dil-e-sa.ng-o-aahan me.n ghar karne vaale
Yagana Changezi
Nazm
gurunanak
jaa.uu.n mai.n kahaa.n sajde ko man meraa hai mandir
hai azm miraa faateh-e-daaraa-o-sikandar
Arsh Malsiyani
Sher
kis kis kaa zikr kiijiye kis kis ko ro.iye
din-raat luuT maar hai maz.hab ke naam par
Fateh Vasti
Ghazal
aap aaraa.ish-e-gesuu me.n lage hai.n naahaq
faateh-e-dil to mohabbat kii nazar hotii hai
Nazeer Banarasi
Ghazal
diivaar o dar me.n der se sargoshiyaa.n sii hai.n
faateh qabiilo.n kaa ko.ii sardaar aa.egaa