SEARCH RESULTS
Showing search results for "faham"
Ghazal MATCHES FOR "faham"
Ghazal
'Gaalib' hai rutba-faham-e-tasavvur se kuchh pare
hai ijz-e-bandagii ki 'alii ko KHudaa kahuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Mela Ram Wafa
Ghazal
Noor Jahan Sarwat
Ghazal
ye gumaa.n thaa ki savaalo.n ke javaab aa.e.nge
ham the fahhaam so armaan hu.aa karte the
Asim Bakhshi
Ghazal
kaj-faham se kyaa dil kii hikaayaat kahe.n ham
behtar hai jo samjhe.n so vahii ban ke rahe.n ham
Khurram Khiram Siddiqui
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
ko.ii bhii tadbiir apnii kaam ab aatii nahii.n
merii aql-o-faham ke mash.huur afsaane ga.e
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
bhuul jaate hai.n sabhii bazm me.n mah-ruuyo.n kii
aql-o-daanish-o-tamiiz aur faham chaaro.n ek
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
ik pahelii kii tarah naa-faham the ham bhii 'zahiir'
aap kii KHaatir magar aasaan ho jaanaa pa.Daa
Zaheer Ghazipuri
Ghazal
Asrarul Haq Asrar
Ghazal
pa.D ga.ii bakne kii lat varna yahaa.n tak na thaa
vaa.iz-e-naa-faham ko harza-saraa.ii kaa ishq
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
hai judaa sajde kii jaa hinduu musalmaa.n kii magar
fahm vaalo.n ke ta.ii.n dair-o-haram dono.n ek
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
duniyaa se aql-o-faham ke aasaar mar ga.e
saa.e to jii uThe dar-o-diivaar mar ga.e
Hasan Imam Dard
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa