SEARCH RESULTS
Showing search results for "fahm"
Ghazal MATCHES FOR "fahm"
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
yaa-rab ye kyaa tilism hai idraak-o-fahm yaa.n
dau.De hazaar aap se baahar na jaa sake
Khwaja Meer Dard
Ghazal
thaa vo to rashk-e-huur-e-bahishtii hamii.n me.n 'miir'
samjhe na ham to fahm kaa apnii qusuur thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
yaa to jo naa-fahm hai.n vo bolte hai.n in dino.n
yaa jinhe.n KHaamosh rahne kii sazaa ma.aluum hai
Shuja Khaavar
Ghazal
mai.n suKHan-fahm kisii vasl kaa muhtaaj nahii.n
chaa.ndnii raat hai ik sher sunaa de mujh ko
Balmohan panday
Ghazal
ko.ii vaa.iz nahii.n fitrat se balaaGat me.n sivaa
magar insaan me.n kuchh fahm-e-ishaaraat to ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
kahte hai.n mire haq me.n suKHan-fahm bas itnaa
shero.n me.n jo KHuubii hai mu.aanii se nahii.n hai
Shahryar
Ghazal
jab harf-naa-shanaas yahaa.n lafz-fahm hai.n
kyuu.n zauq-e-sher de ke tamaashaa kiyaa mujhe
Parveen Shakir
Ghazal
kaisaa visaal o hijr agar fahm hai 'nizaam'
har haal me.n judaa bhii hai vo aur baham bhii hai
Nizam Rampuri
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
fahm zanjiirii-e-be-rabtii-e-dil hai yaa-rab
kis zabaa.n me.n hai laqab KHvaab-e-pareshaa.n meraa
Mirza Ghalib
Ghazal
vo miraa yaar-e-tarah-daar ki KHush-fahm bhii hai
ko.ii dhoka hii na de jaa.e mohabbat me.n use
Fazil Jamili
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
ham 'miir' kaa diivaan the kyaa fahm pe khulte
aKHbaar samajh kar hame.n logo.n ne pa.Dhaa hai