SEARCH RESULTS
Showing search results for "falsafii"
Ghazal MATCHES FOR "falsafii"
Ghazal
falsafii ko bahs ke andar KHudaa miltaa nahii.n
Dor ko suljhaa rahaa hai aur siraa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
apnii nafii to falsafii-jii qatl-e-nafs hai
kahiye ko.ii ye jurm sujhaa.e to kyaa karuu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
na falsafii se na mullaa se hai Garaz mujh ko
ye dil kii maut vo andesha o nazar kaa fasaad
Allama Iqbal
Ghazal
KHvaab me.n lazzat-e-yak-KHvaab hai duniyaa merii
aur mire falsafii asbaab uThaa kar le aa.e
Obaidullah Aleem
Ghazal
ham se to ik sher sun kar falsafii chup ho gayaa
lekin us ne be-zabaa.n naqqaad ko chaaTaa bahut
Shuja Khaavar
Ghazal
vo mohtasib ho ki vaa.iz vo falsafii ho ki shaiKH
kisii se band tiraa raaz-daa.n nahii.n hotaa
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
Khalid Mahmood
Ghazal
na falsafii na mufakkir na nukta-daa.n se hu.ii
adaa jo baat hamesha tirii zabaa.n se hu.ii
Faragh Rohvi
Ghazal
falsafii kis liye ilzaam-e-fanaa detaa hai
lafz-e-kun KHud mirii hastii kaa pata detaa hai
Arshi Bhopali
Ghazal
Vafa Malikpuri
Ghazal
shahro.n me.n bhii saraab kii tahriir pa.Dh sakaa
naa-biinaa falsafii kii basaarat milii mujhe
Baqar Mehdi
Ghazal
mai.n ek buu.Dhe falsafii ke KHvaab kaa amiin huu.n
mire labo.n kii saaKHt a.ngbiin ke liye nahii.n
Ahmad Shahryar
Ghazal
Nazeer Siddiqui
Ghazal
tumhe.n lagtii hai duniyaa ajnabii kyaa
tabii.at ho ga.ii hai falsafii kyaa