SEARCH RESULTS
Showing search results for "falsafii"
Nazm MATCHES FOR "falsafii"
Nazm
wo
vo mire aate hii us kii nukta-parvar KHaamushii
jaise ko.ii huur ban jaa.e yakaayak falsafii
Jaun Eliya
Nazm
ram
labrez hai sharaab-e-haqiiqat se jaam-e-hind
sab falsafii hai.n KHitta-e-maGrib ke raam-e-hind
Allama Iqbal
Nazm
namrud ki KHudai
ye qudsiyo.n kii zamii.n
jahaa.n falsafii ne dekhaa thaa, apne KHvaab-e-sahar-gahii me.n
Noon Meem Rashid
Nazm
chaar musafir
ik falsafii thaa un me.n duusraa thaa naa.ii
phir tiisraa sipaahii ganjaa thaa jis kaa bhaa.ii
Aafaque Siddiqui
Nazm
suqraat ki biwi
aise me.n kahaa.n falsafa suujhe hai kisii ko
chaltaa rahe har vaqt jahaa.n daur-e-KHuraafaat
Ameer Chand Bahar
Nazm
na-umidi kufr hai
falsafii bante ho apne aap se puuchho kabhii
kho gayaa hai ruuh kaa gauhar kahaa.n
Anjum Azmi
Nazm
abba ki ainak
vallaah kis kamaal ke hai.n aap aadmii
ajdaad me.n do ek rahe ho.nge falsafii
Adil Jafari
Nazm
muhaqqiq
ko.ii kitnaa hii ba.Daa ho falsafii shaa.er adiib
umr bhar is se rahaa karte hai.n aap anjaan se
Raza Naqvi Vahi
Nazm
nazr-e-iqbaal
vo falsafii thaa vo rahnumaa thaa
diyaa falsafa jis ne KHudii-o-be-KHudii kaa
Firoza Yasmeen
Nazm
apne aap se
falsafii aise kitaabii yaa zabaanii maano
us se pahle kabhii insaan ne dekhe ne sune