SEARCH RESULTS
Showing search results for "falsafii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "falsafii"
Nazm
wo
vo mire aate hii us kii nukta-parvar KHaamushii
jaise ko.ii huur ban jaa.e yakaayak falsafii
Jaun Eliya
Ghazal
falsafii ko bahs ke andar KHudaa miltaa nahii.n
Dor ko suljhaa rahaa hai aur siraa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Nazm
ram
labrez hai sharaab-e-haqiiqat se jaam-e-hind
sab falsafii hai.n KHitta-e-maGrib ke raam-e-hind
Allama Iqbal
Ghazal
apnii nafii to falsafii-jii qatl-e-nafs hai
kahiye ko.ii ye jurm sujhaa.e to kyaa karuu.n
Hafeez Jalandhari
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "falsafii"
Ghazal
na falsafii se na mullaa se hai Garaz mujh ko
ye dil kii maut vo andesha o nazar kaa fasaad
Allama Iqbal
Mazahiya
jo kah rahe hai.n ki 'Gaalib' hai falsafii shaa.er
mujhe bataa.e.n ki bose me.n falsafa kyaa hai
Dilawar Figar
Ghazal
KHvaab me.n lazzat-e-yak-KHvaab hai duniyaa merii
aur mire falsafii asbaab uThaa kar le aa.e
Obaidullah Aleem
Ghazal
ham se to ik sher sun kar falsafii chup ho gayaa
lekin us ne be-zabaa.n naqqaad ko chaaTaa bahut
Shuja Khaavar
Nazm
namrud ki KHudai
ye qudsiyo.n kii zamii.n
jahaa.n falsafii ne dekhaa thaa, apne KHvaab-e-sahar-gahii me.n

