SEARCH RESULTS
Showing search results for "faraakh"
Ghazal MATCHES FOR "faraakh"
Ghazal
ridaa ke saath luTere ko zaad-e-rah bhii diyaa
tirii faraaKH-dilii mere viir aisii thii
Parveen Shakir
Ghazal
ye vaqt hai faraaKH-dilii ke suluuk kaa
ta.ng apnii aastii.n na karo mai.n nashe me.n huu.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
tirii faraaKH-dilii ko du.aa.e.n detaa huu.n
mire labo.n pe tire lams kaa nishaan to hai
Aqeel Shadab
Ghazal
Afroz Alam
Ghazal
nasiib se to mile the faqat ye KHaalii haath
faraaKH-dil vo na hotaa to mai.n kahaa.n jaataa
Salman Akhtar
Ghazal
faraaKH-dast kaa ye husn-e-ta.ng-dastii hai
jo ek buu.nd kii maanind bahr-e-hastii hai
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
faraaKH dil hai bahut vo magar miyaa.n-'ehsaas'
ziyaada miltaa hai utnaa hii jitnaa kam jaa.e.n
Farhat Ehsas
Ghazal
hamaare saamne ye vaz.a mat banaayaa kar
faraaKH-dil hai to har baat bhuul jaayaa kar
Vazahat Nseem
Ghazal
Bashiruddin Ahmad Dehlvi
Ghazal
Sahir Dehlavi
Ghazal
Athar Ziai
Ghazal
ba.Dii faraaKH-dilii se diyaa thaa bosa-e-lab
kise KHabar thii mirii quvvat-e-navaa legii
Hamidi Kashmiri
Ghazal
mizaaj me.n hai abhii tak mire faraaKH-dilii
tiraa shabaab abhii tak shabaab lagtaa hai
Mukhtar Ansari
Ghazal
mai.n apne zaahir-o-baatin me.n ek jaisaa huu.n
faraaKH dil bhii hai meraa mirii jabii.n kii tarah
Khawar Rizvi
Ghazal
jab ghar the chhoTe sab ke magar dil faraaKH the
vo log pyaare achchhe zamaane kahaa.n ga.e