SEARCH RESULTS
Showing search results for "faraakh"
Nazm MATCHES FOR "faraakh"
Nazm
an-paDh gunge ka rajaz
ki tumhaare maidaan itne faraaKH hai.n
ki mere asp-e-asiil ko thakaa de.nge
Ahmad Javaid
Nazm
jihat ki talash
yahaa.n daraKHt ke uupar ugaa hu.aa hai daraKHt
zamiin ta.ng hai (jaise kabhii faraaKH na thii)
Shakeb Jalali
Nazm
judai ke azab ka pahla din
tumhaare ujle faraaKH haatho.n pe nam kaa ik jaal saa bichhaa de.n
KHud apnii aa.nkho.n se dekh jaa.o
Anvar Mahmood Khalid
Nazm
maraatib-e-wajud bhi ajib hain
KHabar nahii.n ki haDDiyo.n ke jo.D kis tarah khule
dahan faraaKH ho ke piichhe kaise khi.nch gayaa
Rafiq Sandelvi
Nazm
nazr-e-iqbaal
'aql kii vus'at hai tang 'ishq kii vus'at faraaKH
'aql dariyaa-e-furaat 'ishq bahr-e-be-karaa.n
Maqsood Ahmad Maqsood
Nazm
jawab-e-shikwa
kyuu.n hiraasaa.n hai sahiil-e-faras-e-aadaa se
nuur-e-haq bujh na sakegaa nafas-e-aadaa se
Allama Iqbal
Nazm
daraKHt-e-zard
sayyad abul-farah saidvaail-vaastii ke pote
miiraa.n sayyad-'alii'-buzurg ke pote
Jaun Eliya
Nazm
jawed ke nam
uThaa na shiishagaraan-e-fara.ng ke ehsaa.n
sifaal-e-hind se miinaa o jaam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
saqi-nama
hu.aa is tarah faash raaz-e-fara.ng
ki hairat me.n hai shiisha-baaz-e-fara.ng
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
mard-e-KHudaa kaa amal ishq se saahab faroG
ishq hai asl-e-hayaat maut hai us par haraam
Allama Iqbal
Nazm
talib-ilm
tujhe kitaab se mumkin nahii.n faraaG ki tuu
kitaab-KHvaa.n hai magar saahib-e-kitaab nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
zauq o shauq
aalam-e-aab-o-KHaak me.n tere zuhuur se faroG
zarra-e-reg ko diyaa tuu ne tuluu-e-aaftaab!