SEARCH RESULTS
Showing search results for "faraar"
Ghazal MATCHES FOR "faraar"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
uThaa kar kyo.n na phe.nke.n saarii chiize.n
faqat kamro.n me.n Tahlaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
dikhaa ke lamha-e-KHaalii kaa aks-e-laa-tafsiir
ye mujh me.n kaun hai mujh se faraar karte hu.e
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
hu.ii na KHatm terii rahguzaar kyaa karte
tere hisaar se KHud ko faraar kyaa karte
Azhar Iqbal
Ghazal
jis samt jaa.iye vahii dariyaa hai saamne
is shahr se faraar kaa rasta ko.ii to ho
Abbas Tabish
Ghazal
is ghuumtii zamii.n pe dobaara mile.nge ham
hijrat faraar naql-e-makaanii fareb hai
Shahid Zaki
Ghazal
Kaami Shah
Ghazal
banaa hai naazim-e-gulshan ko.ii sayyaad ab shaayad
parinde ho rahe hai.n sab faraar aahista aahista
Sada Ambalvi
Ghazal
vo qaid-KHaana Ganiimat thaa mujh se be-ghar ko
ye zehn hii me.n na aayaa faraar hote hu.e
Afzal Khan
Ghazal
use bataa.o faraar kaa naam to nahii.n ishq
jo kah rahaa hai mai.n kaar-e-duniyaa nahii.n karuu.ngaa
Taimur Hasan
Ghazal
ta.alluq apnii jagah tujh se barqaraar bhii hai
magar ye kyaa ki tire qurb se faraar bhii hai
Adeem Hashmi
Ghazal
nikal sakii na ko.ii bhii faraar kii suurat
sipaah-e-ziist kaa mujh par pa.Daav aisaa thaa
Abbas Tabish
Ghazal
chalo faraar-e-KHudii kaa ko.ii sila to milaa
hamii.n mile nahii.n us ko hame.n KHudaa to milaa