SEARCH RESULTS
Showing search results for "faraasat"
Ghazal MATCHES FOR "faraasat"
Ghazal
na ham me.n aql-o-faraasat na hikmat-o-tadbiir
magar hai zo.am ki jam.iyyat-e-misaalii hai.n
Mohsin Ehsan
Ghazal
kaj-bahsiye bhii fahm-o-faraasat me.n kam nahii.n
shaa'ir bhii aap jaise ba.De hai.n janaab-e-man
Ikram Arfi
Ghazal
ab aa ke merii laash se farmaa rahe hai.n vo
'aalim' ye terii aql-o-faraasat se duur thaa
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
un aa.nkho.n kaa mujh se ko.ii va.ada to nahii.n hai
tho.Dii sii mohabbat hai ziyaada to nahii.n hai
Farasat Rizwi
Ghazal
kitne hii khule fahm-o-faraasat ke dariiche
hai.n qaid-e-jahaalat me.n ham insaan abhii tak
Dr. Azam
Ghazal
puuchhe jo nishaa.n ko.ii anjaan nikalte hai.n
ham raah-guzaaro.n se be-dhyaan nikalte hai.n
Farasat Rizwi
Ghazal
falak pe chaa.nd hai aur paas ik sitaara hai
ye terii merii mohabbat kaa isti.aara hai
Farasat Rizwi
Ghazal
saahib-e-fahm-o-faraasat jo hai.n ghar baiThe hai.n
aur har mo.D pe kuchh sho.abda-gar baiThe hai.n
Tariq Qamar
Ghazal
fariyaad ai samaa.at insaaf ai faraasat
karte hai.n ahl-e-duniyaa duniyaa kii baat mujh se
Anwar Shuoor
Ghazal
rishta kitaab-o-KHaama se mazbuut kiijiye
phir ustuvaar ho.nge faraasat ke silsile
Zakiya Shaikh Meena
Ghazal
Meer Syed Muzaffar Ali Zafar Muzahri
Ghazal
vo jo kahte hai.n ki hai fahm-o-faraasat ham se
aise logo.n me.n sabhii kuchh hai faraasat ke sivaa
Arsh Malsiyani
Ghazal
Farasat Rizwi
Ghazal
dekhte jaate hai.n namnaak hu.e jaate hai.n
kyaa gulistaa.n KHas-o-KHaashaak hu.e jaate hai.n