SEARCH RESULTS
Showing search results for "faraavaanii"
Ghazal MATCHES FOR "faraavaanii"
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
ghar se niklaa to mulaaqaat hu.ii paanii se
kahaa.n miltii hai KHushii itnii faraavaanii se
Sarvat Husain
Ghazal
ik daanish-e-nuuraanii ik daanish-e-burhaanii
hai daanish-e-burhaanii hairat kii faraavaanii
Allama Iqbal
Ghazal
Afzal Khan
Ghazal
Abrar Ahmad Kashif
Ghazal
ye jo haasil hame.n har shai kii faraavaanii hai
ye bhii to apnii jagah ek pareshaanii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
sub.h ke shor me.n naamo.n kii faraavaanii me.n
ishq kartaa huu.n isii be-sar-o-saamaanii me.n
Sarvat Husain
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
Fasih Akmal
Ghazal
nasiib dil ko bhalaa kab rahii faraavaanii
aur ab to vaise bhii muddat kaa qaht pa.D gayaa hai
Jawad Sheikh
Ghazal
chaak karte hai.n garebaa.n is faraavaanii se ham
roz KHil.at paate hai.n darbaar-e-uryaanii se ham
Ahmad Javaid
Ghazal
jaa.nchtaa huu.n vus.at-e-dil hamla-e-Gam ke liye
imtihaa.n hai ranj-o-hirmaa.n kii faraavaanii mujhe
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
is qadar ab Gam-e-dauraa.n kii faraavaanii hai
tuu bhii minjumla-e-asbaab-e-pareshaanii hai
Mustafa Zaidi
Ghazal
daamaan-e-taqaddus par daaGo.n kii faraavaanii
ik maulvii ke ghar me.n shaitaan are tauba
Shauq Bahraichi
Ghazal
ab ye samjhe ki a.ndheraa bhii zaruurii shai hai
bujh ga.ii.n aa.nkhe.n ujaalo.n kii faraavaanii se