SEARCH RESULTS
Showing search results for "faraavaanii"
Nazm MATCHES FOR "faraavaanii"
Nazm
man tere jaane ke baad
maGfirat kii tujh pe maulaa ab faraavaanii kare
jannat-ul-firdaus me.n bhii rahmat arzaanii kare
Shahnaz Parveen Shazi
Nazm
baad-az-waqt
apne ma.asuum tabassum kii faraavaanii ko
vus.at-e-diid pe gul-baar na kar denaa thaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
Darae gae shahron ke baatin
KHauf se mafar jaise shahr kii zaruurat hai
aish kii faraavaanii us kii ek suurat hai
Muneer Niyazi
Nazm
nazr-e-Khaalida
dil masarrat kii faraavaanii se diivaana hai aaj
dekhnaa ye kaun aaKHir zeb-e-Kaashana hai aaj
Asrarul Haq Majaz
Nazm
agar KHuda mil gaya mujhko
na ilm-o-aagahii na masnad na eqtidaar maa.nguu.ngaa
faraavaanii Gam se najaat na faariG-ul-baalii
Abu Bakr Abbad
Nazm
mohabbat ke siwa kuchh bhi nahin
terii aadat me.n adaavat kii faraavaanii hai
merii aadat me.n muravvat ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Afzal Peshawari
Nazm
lazzat-e-irfan
kasrat-e-iin-o-aa.n me.n vahdat-e-dost
kunj-e-naayaab kii faraavaanii
Ze Khe Sheen
Nazm
is shahr mein ab aaina-samani karo ho
hairaan hai ulfat ki is usluub pe 'asraa'
kyaa roko ho kaahe kii faraavaanii karo ho
Asra Rizvi
Nazm
KHudi ka raaz
merii har fikr me.n tuufaan kii tuGyaanii hai
aur mire shauq me.n jazbo.n kii faraavaanii hai
Neel Ahmed
Nazm
dil-e-pur-KHun
aarzuu.o.n kii subuk-saarii pe arzaanii pe
dil shafaq rang pe jazbo.n kii faraavaanii pe
Ekram Khawar
Nazm
dua
na to ashko.n kii faraavaanii se maa.ngii hai najaat
aur na apne maraz-e-dil kii shifaa maa.ngii hai