SEARCH RESULTS
Showing search results for "faras"
Ghazal MATCHES FOR "faras"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
uThaa kar kyo.n na phe.nke.n saarii chiize.n
faqat kamro.n me.n Tahlaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
haazir huu.n mujhe basta-e-fitraak-e-faras kar
gar said ko.ii turk-e-sitamgar nahii.n miltaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
baage.n khi.nchii.n masaafate.n ka.Dkii.n faras ruke
maazii kii rath se kis ne palaT kar nigaah kii
Majeed Amjad
Ghazal
havaa ke gho.De pe rahtaa hai vo savaar mudaam
kisii kaa us ke baraabar faras nahii.n chaltaa
George Puech Shor
Ghazal
ma.azarat thii vo faqat apnii Galat-biinii kii
jis pe naazaa.n the bahut ham vo basiirat kyaa thii
Ehsan Darbhangavi
Ghazal
kisii ne thaam lii ba.Dh kar mire faras kii rikaab
kisii ne haath ba.Dhaayaa thaa ziin kii jaanib
Shahid Kamal
Ghazal
sifat-e-aabla miinaa-e-falak TuuT gayaa
kyaa qayaamat tirii raftaar kaa andaaz hu.aa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
dau.Daatii hai ye ruuh mirii jism ko har-suu
asvaar u.Daataa hai zamaane me.n faras ko
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
faras ko duur kiyaa sar se taaj utaar diyaa
tumhaare shahr me.n pahu.nchaa to mai.n piyaada hu.aa
Jawaz Jafri
Ghazal
ai shahsavaar us kaa chamaknaa daliil hai
aahuu-e-KHaavarii hai ye teraa faras nahii.n
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Safar Naqvi
Ghazal
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
sahme sahme na rahe.n kyuu.nki muqiimaan-e-falak
ki falak hai hadaf-e-tiir-e-fuGaan-e-dehlii