SEARCH RESULTS
Showing search results for "fareb-khaane"
Ghazal MATCHES FOR "fareb-khaane"
Ghazal
umiid ham se na rakhnaa fareb khaane kii
ki ham ne dekhii hai.n naira.ngiyaa.n zamaane kii
Maqbool Ahmad Maqbool
Ghazal
ham ko lutf aataa hai ab fareb khaane me.n
aazmaa.e.n logo.n ko KHuub aazmaane me.n
Alam Khursheed
Ghazal
unhe.n KHudaa na kare sharmsaar honaa ho
hame.n malaal nahii.n kuchh fareb khaane kaa
Qadir Siddiqi
Ghazal
us se kaho KHuluus se luuTaa kare mujhe
merii fareb khaane kii aadat nahii.n ga.ii
Mubarik Siddiqi
Ghazal
bajaa ki mai.n ne zindagii se khaa.e hai.n bahut fareb
magar fareb khaane ko bhii hausla to chaahiye
Raees Faraz
Ghazal
samajh liyaa thaa kabhii ik saraab ko dariyaa
par ik sukuun thaa ham ko fareb khaane me.n
Javed Akhtar
Ghazal
tamaam maqsad-e-taKHliiq KHaak ho jaataa
gurez karte agar ham fareb khaane se