SEARCH RESULTS
Showing search results for "fariiq"
Ghazal MATCHES FOR "fariiq"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
duniyaa ne terii yaad se begaana kar diyaa
tujh se bhii dil-fareb hai.n Gam rozgaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kab us kii fat.h kii KHvaahish ko jiit saktii thii
mai.n vo fariiq huu.n jis ko ki haar jaanaa thaa
Fatima Hasan
Ghazal
havaa bhii ho ga.ii miisaaq-e-tiiragii me.n fariiq
ko.ii charaaG na ab rah-guzar me.n rakkhaa jaa.e
Iftikhar Arif
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
a.De rahe.nge agar apnii zid pe dono.n fariiq
to ko.ii faisla bhii darmiyaan kaise ho
Siya sachdev
Ghazal
sahraa ke ishtiraak pe raazii the sab fariiq
mahmil kaa jo fasaad thaa ushshaaq me.n rahaa
Ejaz Gul
Ghazal
ham us fariiq me.n nahii.n vo aur log hai.n
duniyaa ke nek-o-bad se jo rakhte hai.n aagahii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Waliullah Muhib
Ghazal
ab to paraa.e apne sabhii ek ho chale
yaanii kisii fariiq se nafrat nahii.n mujhe
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
fariiq dono.n biThaa.e the saamne apne
to phir bataa.o naa anjaam-e-guftuguu kyaa hai
Aijaz Farooqui
Ghazal
'vasfii' mirii anaa ko jagaa kar mire fariiq
KHud apnii haisiyat se KHabar-daar ho ga.e
Raza Vasfi
Ghazal
Hira Qasmi
Ghazal
aa to ga.e hai.n dasht-e-mohabbat me.n qaafile
lekin ko.ii fariiq-e-junuu.n mo'atabar bhii hai