SEARCH RESULTS
Showing search results for "fariyaadii"
Ghazal MATCHES FOR "fariyaadii"
Ghazal
naqsh fariyaadii hai kis kii shoKHi-e-tahriir kaa
kaaGzii hai pairahan har paikar-e-tasviir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
jaane kis aalam me.n tuu bichh.Daa ki hai tere baGair
aaj tak har naqsh fariyaadii mirii tahriir kaa
Ahmad Faraz
Ghazal
ab to KHvaab-kade se baahar paa.nv rakh
lauT ga.e hai.n sab fariyaadii shahzaadii
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
KHvaah kar insaaf zaalim KHvaah kar bedaad tuu
par jo fariyaadii hai.n un kii sun to le fariyaad tuu
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
dekhnaa hai ab yahii detaa hai kis ko kaun maat
saamnaa jantaa kaa phir kursii ke fariyaadii se hai
Zafar Kamali
Ghazal
daad de varna abhii jaan pe kheluu.n huu.n mai.n
dil jalaanaa nahii.n dekhaa kisii fariyaadii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Taufeeq Sagar
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Josh Malsiani
Ghazal
daad kar ai daad-gar ushshaaq-kush
tere aage tujh se fariyaadii hai.n ham
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
haq talab karte hu.e logo.n ko fariyaadii kahe.n
gar ye aazaadii hai kaise is ko aazaadii kahe.n
Ameer Imam
Ghazal
sabhii hai.n dast-buriida sabhii hai.n fariyaadii
sabo.n kaa dast-e-du.aa aur kaun hai mai.n huu.n
Devang Thakur
Ghazal
Obaid Siddiqi
Ghazal
fariyaadii-e-be-daad-e-jafaa jaan ke mujh ko
mahshar me.n vo chalte hu.e lalkaar ke aage