SEARCH RESULTS
Showing search results for "fariyaadii"
Nazm MATCHES FOR "fariyaadii"
Nazm
imtihan
naqsh fariyaadii hai in kii shoKHii-e-tahriir kaa
ma.arka hotaa hai ab tadbiir kaa taqdiir kaa
Syed Mohammad Jafri
Nazm
mahatma-gandhi
jafaa-o-jaur ne kii KHuub apnii barbaadii
KHaraab-haal na dil raat kyuu.n huu.n fariyaadii
Bismil Allahabadi
Nazm
cigarette aur pan ka mukalima
kaaGzii pairahan aur us pe tuu fariyaadii hai
KHud-ba-KHud Gussa me.n jal jaane kaa tuu aadii hai
Syed Mohammad Jafri
Nazm
fariyaad (fariyaadi aashna hai)
kahaa.n ho 'Gaalibo' 'miiro' 'naziiro'
kahaa.n ho merii zulfo.n ke asiiro
Qaisar Siddiqi
Nazm
siyasat
fariyaadii bachche kii aah-o-zaarii san kar
rasta chalne vaale yaa bachche ke apne aa jaate to
Mansoora Ahmad
Nazm
tha KHwab mein KHayal ko tujhse muamla
naqsh-e-fariyaadii se tere pairahan, kyaa chuum luu.n!
Salahuddin Parvez
Nazm
mazdur
kise sunaa.uu.n tirii daastaan-e-barbaadii
kise kahuu.n ki hai teraa sukuut fariyaadii
Maikash Akbarabadi
Nazm
sukut-e-shab
na ko.ii shikva-ba-lab hai na ko.ii fariyaadii
na ko.ii dard kaa qissa na ko.ii zikr-e-alam
Azhar Qadiri
Nazm
rang-birangi ek chunariya
saath me.n fariyaadii kii chiiKHe.n
jis ne vo ik baat bataa dii
Firoz Natiq Khusro
Nazm
shikwa
saaz KHaamosh hai.n fariyaad se maamuur hai.n ham
naala aataa hai agar lab pe to ma.azuur hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
chand roz aur meri jaan
lekin ab zulm kii mii.aad ke din tho.De hai.n
ik zaraa sabr ki fariyaad ke din tho.De hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
aur zabt kahe fariyaad na kar
ai ishq hame.n barbaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
etiraf
kyaa sunogii mirii majruuh javaanii kii pukaar
merii fariyaad-e-jigar-doz miraa naala-e-zaar