SEARCH RESULTS
Showing search results for "fatah"
Ghazal MATCHES FOR "fatah"
Ghazal
is tarah faaslo.n pe fatah paa chuke hai.n ham
ik paa.nv aasmaan pe hai ik zamii.n pe hai
Aqeel Shadab
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
tuu hai vo faatah-e-aalam ki ek duniyaa ne
shikast khaa ke saraahii hii himmate.n terii
Khursheed Rizvi
Ghazal
haqiiqat-e-fareb-e-husn aalam aashkaar kii
ye ibtidaa-e-fatah hai junuun-e-puKHta-kaar kii
Iqbal Sohail
Ghazal
Sahab Qazalbash
Ghazal
naqiib-e-amn rahaa mai.n mahaaz-e-ja.ng pe bhii
yahii usuul mirii fatah kaa sabab Thahraa
Naz Qadri
Ghazal
vo asbaab-e-shikast-o-fatah KHud hii jaan jaa.egaa
alam jab haath se chhuuTe to meraa sar liye jaanaa
Zubair Shifai
Ghazal
zaruur mujh se ziyaada hai us me.n kuchh 'KHaalid'
miraa hariif agar fatah-yaab hone lagaa
Khalid Karrar
Ghazal
uThaa kar kyo.n na phe.nke.n saarii chiize.n
faqat kamro.n me.n Tahlaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
faaKHta kii majbuurii ye bhii kah nahii.n saktii
kaun saa.np rakhtaa hai us ke aashiyaane me.n
Bashir Badr
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
ash.aar mire yuu.n to zamaane ke liye hai.n
kuchh sher faqat un ko sunaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
is KHaana-e-hastii se guzar jaa.uu.ngaa be-laus
saaya huu.n faqat naqsh-ba-diivaar nahii.n huu.n