SEARCH RESULTS
Showing search results for "fikr-e-adaavat"
Ghazal MATCHES FOR "fikr-e-adaavat"
Ghazal
yahaa.n shu.uur ke naaKHun to ham bhii rakhte hai.n
magar ye uqda-e-fikr-o-nazar kahaa.n khole.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
qalam uThaayaa to sar par kulaah-e-kaj na rahii
ye shahryaar bhii fikr-e-ma.aash me.n Duubaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
'fazaa' tum uljhe rahe fikr o falsafe me.n yahaa.n
ba-naam-e-ishq vahaa.n qur.a-e-hunar niklaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tarz-e-ehsaas me.n nudrat thii udhar hii kitnii
fikr-o-jazabe me.n tavaazun hai idhar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
M. A. Qadeer
Ghazal
ho terii baat baat me.n ik baat ai 'ka.nval'
be-lutf be-maza na ho fikr-o-nazar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
hu.aa hai qatl apne fikr-o-fan kaa
magar KHanjar lahuu me.n tar nahii.n hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
har shaKHs hai mahruum yahaa.n fikr-e-rasaa se
fitrat me.n abhii tak vahii shoriida-sarii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
hamaare fikr-o-amal par jumuud taarii hai
ba-tarz-e-shor-e-qayaamat shabaab aa.egaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
ahl-e-jahaa.n ko mujh se adaavat hai kyaa karuu.n
ye tarz-e-intiqaam-e-mohabbat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
KHayaal-e-yaar Gam-e-rozgaar fikr-e-ma.aash
ham ek jaan ko kitne azaab rakhte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
zaKHm dete jaa.e.n lekin fikr-e-marham bhii kare.n
dard jab had se sivaa ho jaa.e to kam bhii kare.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
apne hii ghar kii KHair manaa.ii tamaam umr
ham se 'suruur' fikr-e-do-aalam na ho sakii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
fikr-e-raushan ko vo shoriida-sarii kahte hai.n
yaanii suuraj ko charaaG-e-saharii kahte hai.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ham qayaamat se bhii hu.e be-fikr
shab-e-hijraa.n kii jab sahar hii nahii.n