SEARCH RESULTS
Showing search results for "fitna"
Ghazal MATCHES FOR "fitna"
Ghazal
ko.ii fitna taa-qayaamat na phir aashkaar hotaa
tire dil pe kaash zaalim mujhe iKHtiyaar hotaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
'faraaz' ishq kii duniyaa to KHuub-suurat thii
ye kis ne fitna-e-hijr-o-visaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
jalva zaar-e-aatish-e-dozaKH hamaaraa dil sahii
fitna-e-shor-e-qayaamat kis ke aab-o-gil me.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
har rang me.n jalaa 'asad'-e-fitna-intizaar
parvaana-e-tajallii-e-sham-e-zuhuur thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
jhanDole baalo.n kii pur-fitna us se kah denaa
mai.n is kamiin ko zinda hii gaa.D Daaluu.ngaa
Jaun Eliya
Ghazal
dekhiye maut aa.e 'faanii' yaa ko.ii fitna uThe
mere qaabuu me.n dil-e-be-sabr-o-taab aane ko hai
Fani Badayuni
Ghazal
us fitna-KHuu ke dar se ab uThte nahii.n 'asad'
us me.n hamaare sar pe qayaamat hii kyuu.n na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
naam kaa mere hai jo dukh ki kisii ko na milaa
kaam me.n mere hai jo fitna ki barpaa na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
jahaa.n bhii thaa ko.ii fitna ta.Dap ke jaag uThaa
tamaam hosh thii mastii me.n terii a.ng.Daa.ii
Nasir Kazmi
Ghazal
kabhii jo yaad bhii aataa huu.n mai.n to kahte hai.n
ki aaj bazm me.n kuchh fitna-o-fasaad nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
hai tire fitna-e-raftaar kaa shohraa kyaa kyaa
garche dekhaa na kisii ne sar-e-raahe jaate