SEARCH RESULTS
Showing search results for "fitna"
Nazm MATCHES FOR "fitna"
Nazm
dosti ka hath
sitam to ye hai ki dono.n ke marG-zaaro.n se
havaa-e-fitna o buu-e-fasaad aatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
tuu jahaa.n ke taaza fitno.n se nahii.n hai baa-KHabar
pahlaa mushiir
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
aane vaale daur kii dhundlii sii ik tasviir dekh
aazmuuda fitna hai ik aur bhii garduu.n ke paas
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri mulaqat
vo fitna-sar ga.e jinhe.n kaa.nTe aziiz the
ab kuchh nahii.n to nii.nd se aa.nkhe.n jalaa.e.n ham
Akhtarul Iman
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
ye saare fitne hai.n maulvii ke
haraam kar dii thii KHud-kushii bhii ki apnii marzii se mar na paa.e
Tariq Qamar
Nazm
sarmaya-dari
ye insaano.n se insaano.n kii fitrat chhiin letii hai
ye aashob-e-halaakat fitna-e-iskandar-o-daaraa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
KHatun-e-mashriq
tuu na karnaa maGribii matvaaliyo.n kii race dekh
ghaat me.n terii lagaa hai fitna-e-ibliis dekh
Josh Malihabadi
Nazm
surKH sitara
is ke daaman me.n hai aasuuda vo fitna jis se
jism to jism mayassar nahii.n ruuho.n ko amaa.n
Amir Usmani
Nazm
dard-e-mushtarak
jis ne ham sab ko KHariidaar banaa rakkhaa hai
aa ki us fitna-e-zarposh ko uryaa.n kar de.n
Qateel Shifai
Nazm
reg-e-diroz
aur kabhii fitna-e-naagaah se Dar kar chau.nke.n
to rahe.n sidd-e-nigaah nii.nd ke bhaarii parde
Noon Meem Rashid
Nazm
aahang-e-nau
ye to hai.n fitna-e-bedaar dabaa do in ko
ye miTaa de.nge tamaddun ko miTaa do in ko