SEARCH RESULTS
Showing search results for "fitrat-e-hastii"
Ghazal MATCHES FOR "fitrat-e-hastii"
Ghazal
rahrav-e-manzil-e-hastii huu.n mai.n ai yaad-e-habiib
dhuup me.n mere liye saaya-e-diivaar na ban
Fitrat Ansari
Ghazal
sho.ala-e-mai kii navaazish hai to lag jaa.egii
saaz-e-hastii ke har ik naGma-e-naapaak me.n aag
Fitrat Ansari
Ghazal
Hastimal Hasti
Ghazal
vahii safiine jo tuufaa.n-shanaas the fitrat
sukuut-e-shahr me.n ik iztiraab le aa.e
Fitrat Ansari
Ghazal
ye ahl-e-husn kii fitrat ajiib fitrat hai
savaal karne se pahle javaab chaahte hai.n
Fitrat Ansari
Ghazal
Fitrat Ansari
Ghazal
rah-e-KHuluus me.n fitrat thii jis kii mustahkam
vo sa.ng-e-miil bhii rahgiir ban gayaa shaayad
Fitrat Ansari
Ghazal
Fitrat Ansari
Ghazal
tujh se aur chashm-e-tavajjoh kaa gilaa kyaa ma.anii
teraa fitrat tire iKHlaas ke qaabil bhii nahii.n
Fitrat Ansari
Ghazal
buu-e-gul kis qadar thii hayaat-aafrii.n
KHvaab se 'fitrat'-e-KHush-suKHan jaag uTThaa
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
Abul Fitrat Meer Zaidi
Ghazal
baada-e-kohna Dhale saaGar-e-nau me.n 'fitrat'
zauq-e-fariyaad ko aazurda-e-maatam na karo
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
'fitrat' dil-e-kaunain kii dha.Dkan to zaraa sun
ye hazrat-e-insaa.n hii kii azmat kaa bayaa.n hai
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
yahii azal se hai dastuur-e-dostii 'fitrat'
vafaa kaa tishna thaa har dost-daar aur rahaa
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
'fitrat' hariim-e-shauq me.n aanaa jo thaa unhe.n
ashko.n ko ham ne sham-e-shabistaa.n banaa liyaa
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
'fitrat' ko hai siyaasat-e-piir-e-muGaa.n se kaam
sarshaar ho chukuu.ngaa to phir jaam aaye.gaa
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
sab apne apne ujaalo.n me.n gum rahe 'fitrat'
shariik merii shab-e-Gam me.n ko.ii thaa na hu.aa
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
'fitrat' rumuuz-e-ishq na kah girya-kosh rah
sab kuchh kahaa usii ne jo yaa.n basta-lab rahaa