SEARCH RESULTS
Showing search results for "flash-back"
Ghazal MATCHES FOR "flash-back"
Ghazal
faqiir dost jo ho ham ko sarfaraaz kare
kuchh aur farsh ba-juz boriyaa nahii.n rakhte
Meer Anees
Ghazal
ahl-e-vafaa kii jaan the dushvaar raaste
phuulo.n kaa farsh ban ga.e pur-KHaar raaste
Krishn Gopal Maghmum
Ghazal
ek sannaaTaa saa aalam me.n thaa lekin mai.n ne
fat.h baab-e-asar-e-naala-o-faryaad kiyaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
ko.ii hai baat ka.ii baar bulaate hai.n mujhe
baa.nTne Gam miraa Gam-KHvaar bulaate hai.n mujhe
Nabil Syed
Ghazal
phir is ke baa'd manaayaa na jashn KHushbuu kaa
lahuu me.n Duubii thii fasl-e-bahaar kyaa karte
Azhar Iqbal
Ghazal
ba-har-tariiq use mismaar karte rahnaa hai
kabhii suKHan to kabhii vaar karte rahnaa hai
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
fasl-e-KHizaa.n chubhe to ko.ii mas.ala nahii.n
chubhne lage bahaar to hairat kii baat hai
Nasim Zahid
Ghazal
ho ek baar kaa ronaa to ro.uu.n bhii dil ko
ye aa.ina to ka.ii baar paash paash hu.aa
Iqbal Sajid
Ghazal
chho.D kar ghar-baar apnaa hasrat-e-diidaar me.n
ik tamaasha ban ke aa baiThaa huu.n kuu-e-yaar me.n
Qamar Jalalvi
Ghazal
za-bas-ki mashq-e-tamaashaa junuu.n-alaamat hai
kushaad-o-bast-e-mizhah siili-e-nadaamat hai
Mirza Ghalib
Ghazal
na apne-aap ko is tarah dar-ba-dar rakhte
palaT ke aate agar ham bhii ko.ii ghar rakhte
Qamar Raza Shahzad
Ghazal
KHayaal-o-KHvaab me.n kab tak ye guftuguu hogii
uThaa.o jaam ki ab baat ruu-ba-ruu hogii
Hasan Naim
Ghazal
ba-sad-KHiraam rah-e-ziist par chalaa jaataa
jo apne siino.n se KHauf-o-KHatar chalaa jaataa