SEARCH RESULTS
Showing search results for "focus"
Ghazal MATCHES FOR "focus"
Ghazal
biThaa diyaa gayaa pahle ba.De ba.Do.n me.n mujhe
phir ek camera focus kiyaa gayaa mujh par
Haris Bilal
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
parvaano.n ne faanuus ko dekhaa to ye bole
kyuu.n ham ko jalaate ho ki jalne nahii.n dete
Akbar Allahabadi
Ghazal
lashkar kii aa.nkh maal-e-Ganiimat pe hai lagii
saalaar-e-fauj aur kisii imtihaa.n me.n hai
Parveen Shakir
Ghazal
miTtaa hai faut-e-fursat-e-hastii kaa Gam ko.ii
umr-e-aziiz sarf-e-ibaadat hii kyuu.n na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
dil hii faanuus-e-havaa dil hii KHas-o-KHaar-e-havas
dekhnaa ye hai ki us kaa qurb kyaa raushan kare
Irfan Siddiqi
Ghazal
is se tire makaan kaa manzar hai bad-numaa
chingaarii mere phuus ke chhappar me.n Daal de
Kaif Bhopali
Ghazal
aa.o havaa ke haath kii talvaar chuum le.n
ab buz-dilo.n kii fauj se la.Dnaa fuzuul hai
Shahryar
Ghazal
sham.a ho faanuus se baahar to gul ho jaa.egii
bandish-e-alfaaz mat to.Do ma.aanii ke liye
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
Ghayas Mateen
Ghazal
aane se fauj-e-KHat ke na ho dil ko muKHlisii
ba.ndhu.aa hai zulf kaa ye chhuTaayaa na jaa.egaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
aashiq naqaab-e-jalva-e-jaanaana chaahiye
faanuus-e-sham.a ko par-e-parvaana chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
merii terii duuriyaa.n hai.n ab ibaadat ke KHilaaf
har taraf hai fauj-aaraa.ii mohabbat ke KHilaaf
Nida Fazli
Ghazal
shab ki vo majlis-faroz-e-KHalvat-e-naamuus thaa
rishta-e-har-sham.a KHaar-e-kisvat-e-faanuus thaa