SEARCH RESULTS
Showing search results for "fort"
Ghazal MATCHES FOR "fort"
Ghazal
yuu.n to kyaa aa.egaa tuu fart-e-nazaakat se yahaa.n
saKHt dushvaar hai dhoke me.n bhii aanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
shahr kaa kaam hu.aa fart-e-hifaazat se tamaam
aur chhalnii hu.e siine siparo.n ke hote
Jaun Eliya
Ghazal
miTtaa hai faut-e-fursat-e-hastii kaa Gam ko.ii
umr-e-aziiz sarf-e-ibaadat hii kyuu.n na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
fart-e-KHushii me.n aa.nkh se aa.nsuu nikal pa.De
jab un kaa iltifaat gavaaraa na ho sakaa
Shakeb Jalali
Ghazal
ai fart-e-shauq ham ne tasavvur ke faiz se
nazzaara un kaa aam liyaa hai kabhii kabhii
Raaz Layalpuri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
karb un kaa ki jo foot-paath pe karte hai.n basar
kyaa samajh paa.e.nge ye raaj-gharaane vaale
Zia Zameer
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
yuu.n fart-e-be-KHudii se mohabbat me.n jaan de
tujh ko bhii kuchh KHabar na ho is vaardaat kii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ho jaatii thii taskiin so ab fart-e-alam se
is baat ko rote hai.n ki ronaa nahii.n aataa
Hasrat Mohani
Ghazal
agarche fart-e-hayaa se nazar na aa.uu.n use
vo ruuTh jaa.e to sau tarah se manaa.uu.n use
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
hil sii rahii hai hadd-e-safar fart-e-shauq se
dhundlaa rahe hai.n harf ma.aanii ko dekh kar
Muneer Niyazi
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
Zaka Meer Aulad Mohammad Khan
Ghazal
uf vo fart-e-shauq jis kaa naam thaa ranjiidagii
aalam-e-ranjiidagii kis darja mahbuubaana thaa
Bismil Saeedi
Ghazal
fart-e-girya se hu.aa 'miir' tabaah apnaa jahaaz
taKHta paare ga.e kyaa jaanuu.n kidhar paanii me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ifraat-e-Gam hii ek nahii.n maut kaa sabab
fart-e-KHushii se bhii to ka.ii log mar ga.e