SEARCH RESULTS
Showing search results for "fuGaan"
Ghazal MATCHES FOR "fuGaan"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
lailaa kaa naaqa dasht me.n taasiir-e-ishq se
sun kar fuGaan-e-qais bajaa-e-hudii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
hai KHuun-e-jigar josh me.n dil khol ke rotaa
hote jo ka.ii diida-e-KHuu.n-naaba-fishaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
rafta rafta munqalib hotii ga.ii rasm-e-chaman
dhiire dhiire naGma-e-dil bhii fuGaa.n bantaa gayaa
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
KHaraash-e-naGma se siina chhilaa hu.aa hai miraa
fuGaa.n ki tark na kii naGma-parvarii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
Saba Afghani
Ghazal
ho ke israar-e-Gam-e-taazaa se majbuur-e-fuGaa.n
chashm ko ashk-e-tar imdaad kiyaa hai mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kaar-e-faryaad-o-fuGaa.n kis liye mauquuf hu.aa
tere kuuche me.n tire baa-hunro.n ke hote
Jaun Eliya
Ghazal
bahut ghuTan hai ko.ii suurat-e-bayaa.n nikle
agar sadaa na uThe kam se kam fuGaa.n nikle