SEARCH RESULTS
Showing search results for "fuqaraa"
Ghazal MATCHES FOR "fuqaraa"
Ghazal
baiThaa to boriye ke ta.ii.n sar pe rakh ke 'miir'
saf kis adab se ham fuqaraa kii uThaa gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
jab vaqt pa.De diijiye dastak dar-e-dil par
jhukiye fuqaraa se na jhamkiye umraa se
Altaf Hussain Hali
Ghazal
tuu giroh-e-fuqaraa ko na samajh be-jabruut
zaat-e-maulaa me.n yahii log samaa sakte hai.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
chalegaa nahii.n mujh pe fuqaraa tumhaaraa
haTaa lo ki KHanjar hai jhuuTaa tumhaaraa
Agha Shayar Qazalbash
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
paa.nv phailaa.e mast hote hai.n
fuqaraa kyuu.nki maal-o-zar hii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
isii bait-e-nabavii ke fuqaraa ham bhii hai.n
KHuld bhii jis ke liye aaya-e-tat.hiir bhii hai
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
kos baiThe.n fuqaraa ahl-e-duval ko to abhii
un ke haathii ho.n pahaa.D aur ye gho.De patthar
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ai dil-e-zaar likho jaanib-e-jaanaa.n kaaGaz
haal kaa likhte hai.n fuqaraa suu-e-sultaa.n kaaGaz
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
Riyaz Anwar
Ghazal
be-takalluf vahii kartaa hai jo dil chaahe hai
fikr merii na karo tum fuqaraa me.n huu.n mai.n
Abu Mohammad Syed Husain Saifi
Ghazal
us baargah-e-naaz se ham se fuqaraa ko
KHairaat to miltii hai vale kaasa-e-sar me.n
Mohammad Aazam
Ghazal
Naseem Begum Naseem
Ghazal
kise pukaar rahaa thaa vo Duubtaa hu.aa din
sadaa to aa.ii thii lekin ko.ii duhaa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
muddato.n se yahii aalam na tavaqqo na umiid
dil pukaare hii chalaa jaataa hai jaanaa.n jaanaa.n