SEARCH RESULTS
Showing search results for "fuqaraa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "fuqaraa"
Ghazal
baiThaa to boriye ke ta.ii.n sar pe rakh ke 'miir'
saf kis adab se ham fuqaraa kii uThaa gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
jab vaqt pa.De diijiye dastak dar-e-dil par
jhukiye fuqaraa se na jhamkiye umraa se
Altaf Hussain Hali
Ghazal
tuu giroh-e-fuqaraa ko na samajh be-jabruut
zaat-e-maulaa me.n yahii log samaa sakte hai.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
chalegaa nahii.n mujh pe fuqaraa tumhaaraa
haTaa lo ki KHanjar hai jhuuTaa tumhaaraa
Agha Shayar Qazalbash
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "fuqaraa"
Kulliyat
baiThaa to boriye ke ta.ii.n sar pe rakh ke 'miir'
saf kis adab se ham fuqaraa kii uThaa gayaa
Meer Taqi Meer
Sher
sahv aur sukr me.n rahte hai.n tabhii to fuqaraa
kyuu.nki aalam hai ajab be-KHabarii kaa aalam
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
paa.nv phailaa.e mast hote hai.n
fuqaraa kyuu.nki maal-o-zar hii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
isii bait-e-nabavii ke fuqaraa ham bhii hai.n
KHuld bhii jis ke liye aaya-e-tat.hiir bhii hai
Rasheed Kausar Farooquee
Nazm
tere baad
daulat-e-faqr amiiro.n me.n nahii.n miltii ab
phirte hai.n jhaa.nkte dar-dar fuqaraa tere baad
Zahida Khatoon sharvaiya
Ghazal
kos baiThe.n fuqaraa ahl-e-duval ko to abhii
un ke haathii ho.n pahaa.D aur ye gho.De patthar
Insha Allah Khan Insha
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Ghazal
ai dil-e-zaar likho jaanib-e-jaanaa.n kaaGaz
haal kaa likhte hai.n fuqaraa suu-e-sultaa.n kaaGaz


