SEARCH RESULTS
Showing search results for "fuqaraa"
Nazm MATCHES FOR "fuqaraa"
Nazm
tere baad
daulat-e-faqr amiiro.n me.n nahii.n miltii ab
phirte hai.n jhaa.nkte dar-dar fuqaraa tere baad
Zahida Khatoon sharvaiya
Nazm
itna malum hai!
us ne be-saaKHta phir mujh ko pukaaraa hogaa
chalte chalte ko.ii maanuus sii aahaT paa kar
Parveen Shakir
Nazm
chand roz aur meri jaan
dil kii be-suud ta.Dap jism kii maayuus pukaar
chand roz aur mirii jaan faqat chand hii roz
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
etiraf
har masarrat me.n hai raaz-e-Gam-o-hasrat pinhaa.n
kyaa sunogii mirii majruuh javaanii kii pukaar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
do ishq
us jaan-e-jahaa.n ko bhii yuu.nhii qalb-o-nazar ne
ha.ns ha.ns ke sadaa dii kabhii ro ro ke pukaaraa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aadmi-nama
chillaa ke aadmii ko pukaare hai aadmii
aur sun ke dau.Dtaa hai so hai vo bhii aadmii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
KHwab jo bikhar gae
ye surKH surKH phuul hai.n ki zaKHm hai.n bahaar ke
ye os kii phuvaar hai.n, ki ro rahaa hai aasmaa.n
Amir Usmani
Nazm
yaad-e-aligarh
pukaare ko.ii ham ko taaqat thii kis ko
ki har bul-havas ko the ham taaziyaana
Aabidullah Ghazi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
aavaaz me.n ye ras ye lataafat ye iztiraar
jaise subuk mahiin ravaa.n reshmii phuvaar
Josh Malihabadi
Nazm
an-kahi
chalte chalte jo qadam aap ThiThak jaate hai.n
sochtaa huu.n ki kahii.n tuu ne pukaaraa to nahii.n
Himayat Ali Shayar
Nazm
barsat ki bahaaren
kyaa kyaa machii hai.n yaaro barsaat kii bahaare.n
bolii.n ba.e baTere.n qumrii pukaare kuu-kuu