SEARCH RESULTS
Showing search results for "ga.nvaate"
Ghazal MATCHES FOR "ga.nvaate"
Ghazal
kis kii sadaa sunii thii ki chup lag ga.ii 'shahaab'
saato.n suro.n kaa bhed ga.nvaate rahe hai.n ham
Shahab Jafri
Ghazal
haatho.n se ga.nvaate hu.e tujh ko yahii sochuu.n
taqdiir ke aage to kisii kii nahii.n chaltii
Azlan shah
Ghazal
Moin Shadab
Ghazal
rasm-e-mai-KHaana nibhaate hai.n chale jaate hai.n
hosh ham apne ga.nvaate hai.n chale jaate hai.n
Jamaluddin Nawaz
Ghazal
javaanii ga.nvaate hai.n jo zohd me.n
bu.Dhaape me.n karte hai.n KHar mastiyaa.n
Muzaffar Ali Syed
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
Riyaz Anwar
Ghazal
aab-o-naa.n ke liye naamuus ga.nvaate hai.n jab
muqtadir ke liye piiraan-e-muGaa.n bolte hai.n
Riaz Rahi
Ghazal
Wasil Usmani
Ghazal
jaan tak baat ke badle me.n ga.nvaate hai.n log
aap hai.n vaa'da kare.n bhii to bhulaa dete hai.n
Manzil Lohatheri
Ghazal
apnii sab 'umr lagaa KHud ko kamaate hu.e ham
aur lamho.n me.n kamaa.ii ko ga.nvaate hu.e ham
Mahender Kumar Sani
Ghazal
na apnaa ranj na auro.n kaa dukh na teraa malaal
shab-e-firaaq kabhii ham ne yuu.n ga.nvaa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
tumhaare baa'd bhalaa kyaa hai.n va.ada-o-paimaa.n
bas apnaa vaqt ga.nvaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
tuu ne dekhaa nahii.n aa.iine se aage kuchh bhii
KHud-parastii me.n kahii.n tuu na ga.nvaa le mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
chaman pe Gaarat-e-gul-chii.n se jaane kyaa guzrii
qafas se aaj sabaa be-qaraar guzrii hai