SEARCH RESULTS
Showing search results for "gahvaara"
Ghazal MATCHES FOR "gahvaara"
Ghazal
gahvaara-e-safar me.n khulii hai hamaarii aa.nkh
ta.amiir apne ghar kii hu.ii sa.ng-e-miil se
Ahmad Javaid
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
Janan Malik
Ghazal
'jaalib' ek aavaara uljhano.n kaa gahvaara
kaun us ko samjhaa.e kaun us ko suljhaa.e
Habib Jalib
Ghazal
darkaar hai haqiir ko gahvaara-e-adab
manzil hai lakhna.uu mirii taqdiir lakhna.uu
Mahwar Sirsivi
Ghazal
jannat bhii usii me.n hai jahannam bhii usii me.n
gahvaara-e-har-ishrat-o-aazaar hai duniyaa
Nazeer Siddiqui
Ghazal
honaa to thaa gahvaara-e-amn-o-amaa.n
tere sabab lekin jahaa.n KHatre me.n hai
Khursheed Ambar Pratapgadhi
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
jhulaa rahaa hai ye gahvaara kaun sadiyo.n se
are kisii ne ye dekhaa ki ko.ii Dor bhii hai
Shaz Tamkanat
Ghazal
miraa dayaar hai mehr-o-vafaa kaa gahvaara
aduu-e-mehr-o-mohabbat kaa hai magar madfan
Darshan Singh
Ghazal
ishrat-gah-e-daulat bhii hai gahvaara-e-nik.hat
mehnat ke pasiine kii mahak aur hii kuchh hai
Anand Narayan Mulla
Ghazal
jo la.Dakpan se hai gahvaara-e-betaabii kii
naaz-parvarda-e-ishq-e-sitam iijaad hai.n ham
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
mujhe aziiz hai ye nik.hato.n kaa gahvaaraa
KHudaa kare na mile tere Gam se chhuTkaaraa
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
Gam-e-hayaat rahaa hai hamaaraa gahvaara
ye ham se puuchh dil-e-dard aashnaa kyaa hai
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
halqa-e-girdaab hai gahvaara-e-ishrat mujhe
zauq-e-aasaa.ish miraa minnat-kash-e-saahil nahii.n
Mela Ram Wafa
Ghazal
galii galii ho jahaa.n jannato.n kaa gahvaara
hamaarii raah me.n aise nagar nahii.n aa.e