SEARCH RESULTS
Showing search results for "garaz"
Ghazal MATCHES FOR "garaz"
Ghazal
abr-e-gurez-paa ko barasne se kyaa Garaz
siipii me.n ban na paa.e guhar tum ko is se kyaa
Parveen Shakir
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
rahaa mai.n shaahid-e-tanhaa nashiin-e-masnad-e-Gam
aur apne karb-e-anaa se Garaz rakhii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
Garaz ki puuchhte kyaa ho ma.aal-e-soKHtagaa.n
tamaam jalnaa jalaanaa fasaana ho gayaa hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
Garaz kyaa ki samjhe.n mire KHat kaa mazmuu.n
vo unvaan o tarz-e-raqam dekhte hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Garaz-parast jahaa.n me.n vafaa talaash na kar
ye shai banii thii kisii duusre jahaa.n ke liye
Sahir Ludhianvi
Ghazal
jis kaa amal hai be-Garaz us kii jazaa kuchh aur hai
huur o KHiyaam se guzar baada-o-jaam se guzar
Allama Iqbal
Ghazal
Meraj Faizabadi
Ghazal
lagaa liyaa unhe.n siine se josh-e-ulfat me.n
Garaz ki aa hii gayaa mujh ko pyaar eid ke din
Akbar Allahabadi
Ghazal
kyaa Garaz us ko zamaane kii KHushii se 'daanish'
yaar kaa Gam hii jise jaan se pyaaraa hogaa
Danish Aligarhi
Ghazal
mai.n tere paas bataa kis Garaz se aayaa huu.n
subuut de mujhe chehra-shanaas hone kaa