SEARCH RESULTS
Showing search results for "gardaane"
Ghazal MATCHES FOR "gardaane"
Ghazal
bayaaz-e-gardan-e-jaanaa.n ko sub.h kahte jo ham
sitaara-e-saharii takma-e-guluu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Khatir Ghaznavi
Ghazal
gauhar ko aqd-e-gardan-e-KHuubaa.n me.n dekhnaa
kyaa auj par sitaara-e-gauhar-farosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
saabit hu.aa hai gardan-e-miinaa pe KHuun-e-KHalq
larze hai mauj-e-mai tirii raftaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
baada-gardaan-e-ajam vo arabii merii sharaab
mire saaGar se jhijakte hai.n mai-aashaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
lab the ki kisii pyaalii ke ho.nTo.n pe jhuke the
aur haath kahii.n gardan-e-miinaa me.n pa.Daa thaa
Adil Mansuri
Ghazal
ik baar thaa sar gardan-e-'hasrat' pe rahe.nge
qaatil tirii shamshiir ke ehsaan hazaaro.n
Hasrat Mohani
Ghazal
phir KHuun-e-KHalq o gardan-e-miinaa bachaa.iyo
par chal pa.Daa hai zikr-e-mai-e-naab dekhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
har ishaare par hai phir bhii gardan-e-tasliim KHam
jaantaa huu.n saaf dhoke de rahaa hai dil mujhe
Jigar Moradabadi
Ghazal
ik gardan-e-maKHluuq jo har haal me.n KHam hai
ik baazuu-e-qaatil hai ki KHuu.n-rez bahut hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
apnii raahat ke liye kis ko gavaaraa hai ye ranj
ghar banaa kar gardan-e-mehraab ko KHam kiijiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
uTh kha.De ho jo jhuke gardan-e-miinaa-e-sharaab
KHidmat-e-baada-gusaaraa.n hii sar-anjaam karo
Meer Taqi Meer
Ghazal
dast-e-saaqii me.n rahe dast-e-qadah-kash me.n rahe
gardan-e-shiisha-e-sahbaa kamar-e-jaam-e-sharaab