SEARCH RESULTS
Showing search results for "gardaane"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gardaane"
Ghazal
bayaaz-e-gardan-e-jaanaa.n ko sub.h kahte jo ham
sitaara-e-saharii takma-e-guluu karte
Haidar Ali Aatish
Nazm
do ishq
aa.nkho.n se lagaayaa hai kabhii dast-e-sabaa ko
Daalii hai.n kabhii gardan-e-mahtaab me.n baahe.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Khatir Ghaznavi
PAGE MATCHES FOR "gardaane"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "gardaane"
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
hai lahad is quvvat-e-aashufta kii shiiraaza-band
Daaltii hai gardan-e-garduu.n me.n jo apnii kamand
Allama Iqbal
Ghazal
baada-gardaan-e-ajam vo arabii merii sharaab
mire saaGar se jhijakte hai.n mai-aashaam abhii
Allama Iqbal
Nazm
tin aawazen
din Dhalaa KHauf kaa ifriit muqaabil aayaa
yaa KHudaa ye mirii gardaan-e-shab-o-roz-o-sahar
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
lab the ki kisii pyaalii ke ho.nTo.n pe jhuke the
aur haath kahii.n gardan-e-miinaa me.n pa.Daa thaa
Adil Mansuri
Sher
har shab shab-e-baraat hai har roz roz-e-iid
sotaa huu.n haath gardan-e-miinaa me.n Daal ke
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ik baar thaa sar gardan-e-'hasrat' pe rahe.nge
qaatil tirii shamshiir ke ehsaan hazaaro.n
Hasrat Mohani
Ghazal
phir KHuun-e-KHalq o gardan-e-miinaa bachaa.iyo
par chal pa.Daa hai zikr-e-mai-e-naab dekhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
har ishaare par hai phir bhii gardan-e-tasliim KHam
jaantaa huu.n saaf dhoke de rahaa hai dil mujhe
Jigar Moradabadi
Ghazal
ik gardan-e-maKHluuq jo har haal me.n KHam hai
ik baazuu-e-qaatil hai ki KHuu.n-rez bahut hai



