SEARCH RESULTS
Showing search results for "gardish-e-saagar-e-sad"
Ghazal MATCHES FOR "gardish-e-saagar-e-sad"
Ghazal
mai.n faizyaab-e-gardish-e-saaGar nahii.n hu.aa
kyuu.n ai nigaah-e-dost ye kyuu.n-kar nahii.n hu.aa
Salahuddin Faiq Burhanpuri
Ghazal
gardish-e-saaGar-e-sad-jalva-e-ra.ngii.n tujh se
aa.ina-daarii-e-yak-diida-e-hairaa.n mujh se
Mirza Ghalib
Ghazal
udaas udaas sar-e-saaGar-o-subuu bhii mai.n
yam-e-nashaat kii ik mauj-e-tund-KHuu bhii mai.n
Sadique Naseem
Ghazal
labrez hai shu.aa-e-ruKH-e-dil-faroz se
le aab-e-husn-e-saaGar-e-sarshaar aa.ina
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
phir mai-e-talKH se bhar saaGar-o-miinaa-e-Gazal
KHaalii-az-nashsha hai ik 'umr se sahbaa-e-Gazal
Bashir Farooq
Ghazal
Narender Shahid
Ghazal
aa.nkh saaqii kii jo palTe to palaT jaa.e jahaa.n
gardish-e-saaGar-e-mai gardish-e-dauraa.n ho jaa.e
Suraj Narayan Mehr
Ghazal
nahii.n shaa'ir siyaasat-daa.n hai is ko
shu'uur-e-baada-o-saaGar nahii.n hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
nashsha me.n gum-karda-raah aayaa vo mast-e-fitna-KHuu
aaj ra.ng-rafta daur-e-gardish-e-saaGar hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
thamtii hai roz gardish-e-saaGar magar KHumaar
chaltaa hai saath saath hamaare gha.Dii gha.Dii
Salman Ansari
Ghazal
A. D. Azhar
Ghazal
luTaa sakte hai.n ulfat me.n vo jaane.n
bahut ai 'saad' matvaale pa.De hai.n
Arshad Sad Rudaulvi
Ghazal
ek do chashmak idhar gardish-e-saaGar ki mudaam
sar cha.Dhii rahtii hai ye gardish-e-ayyaam bahut
Meer Taqi Meer
Ghazal
Yawar Abbas
Ghazal
ek manzar par nazar Thahre to Thahre kis tarah
ham mizaaj-e-gardish-e-ayyaam le kar aa.e hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
vaqt kii gardish-e-saffaak se Dar lagtaa hai
kuuza-gar mujh ko tire chaak se Dar lagtaa hai