SEARCH RESULTS
Showing search results for "gardish-e-saagar-e-sad"
Nazm MATCHES FOR "gardish-e-saagar-e-sad"
Nazm
khoe hue lamhe
doharaa.o phir afsaana-e-aaGaaz-e-mohabbat
phir gardish-e-saaGar se chhi.De saaz-e-mohabbat
Jauhar Nizami
Nazm
alwidaa
ki jaise sardiyo.n kii dopahar me.n shaam ho jaa.e
ki jaise Tuut jaa.e ko.ii saaGar haath me.n aa kar
Sheeraz Sagar
Nazm
panghaT ki rani
prem kaa saagar buu.nde.n ban kar jhuumaa umDaa aa.e
sar se barse aur siine ke darpan ko chamkaa.e
Saghar Nizami
Nazm
holi
'saaGar' naved-e-daavat-e-aab-o-havaa liye
baad-e-bahaar aa.ii hai holii ke ruup me.n
Saghar Nizami
Nazm
tumhein yaad ho ki na yaad ho
kaf-e-naaznii.n me.n vo jaam-e-mai
vo suruur-e-saaGar-e-pai-ba-pai
Maikash Hyderabadi
Nazm
intizar
taalib-e-saaGar-e-nau bazm-e-kuhan hai saaqii
intizaar aaKHir-e-shab sabr-shikan hai saaqii
Fazlurrahman
Nazm
jafa-e-dil-shikan
ye na.ii hai gardish-e-charKH-e-kuhan
dushman-e-jaa.n hai jafaa-e-dil-shikan
Gulam Dastgeer Mubeen
Nazm
saqi
tiraa ye rind-e-sar-gashta jise 'faaruuq' kahte hai.n
isii tanqiid ke chalte bahut badnaam hai saaqii
Shameem Farooq Banspari
Nazm
gardish-e-ayyam
marhala gardish-e-haalaat ke roz-o-shab kaa
marhala uljhe KHayaalaat ke roz-o-shab kaa
Ashhar Nadeemi
Nazm
malum nahin kyun
yuu.n gardish-e-ayyaam hai ma.aluum nahii.n kyuu.n
rindo.n kaa lahuu aam hai ma.aluum nahii.n kyuu.n
Shorish kashmiri
Nazm
dur bahut dur insan shahrah-e-irtiqa par
ai gardish-e-ayyaam bas ab rok na mujh ko
ai kaavish-e-anjaam bas ab rok na mujh ko
Mustafa Rahi
Nazm
ek alamat
isii miTTii se damaktii hai ye dhartii varna
durd-e-yak-saaGar-e-Gaflat hai che duniyaa o che-dii.n