SEARCH RESULTS
Showing search results for "garm"
Ghazal MATCHES FOR "garm"
Ghazal
phir garm-naala-haa-e-sharar-baar hai nafas
muddat hu.ii hai sair-e-charaaGaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
jis tarah ha.ns rahaa huu.n mai.n pii pii ke garm ashk
yuu.n duusraa ha.nse to kaleja nikal pa.De
Kaifi Azmi
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
hai KHabar garm ki phirtaa hai gurezaa.n naaseh
guftuguu aaj sar-e-kuu-e-butaa.n Thahrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ha.ngaama garm-kun jo dil-e-naa-subuur thaa
paidaa har ek naale se shor-e-nushuur thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
allaah-re shaam-e-Gam mirii be-iKHtiyaariyaa.n
ik dil hai paas vo bhii nahii.n iKHtiyaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ye kyaa ki roz ek saa Gam ek sii umiid
is ranj-e-be-KHumaar kii ab intihaa bhii ho
Nasir Kazmi
Ghazal
letaa huu.n maktab-e-Gam-e-dil me.n sabaq hanuuz
lekin yahii ki raft gayaa aur buud thaa