SEARCH RESULTS
Showing search results for "gauhar-e-gosh"
Ghazal MATCHES FOR "gauhar-e-gosh"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
gauhar-e-gosh kisuu kaa nahii.n jii se jaataa
aa.nsuu motii se mire mu.nh pe Dhale jaate hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
dard kii saal-girah KHair se guzre 'gauhar'
aa ga.ii raat vahii chaa.nd-gahan hone kii
Gauhar Hoshiyarpuri
Ghazal
'gauhar' Gazal se dhul to gayaa kuchh Gubaar-e-Gam
har chand ye hunar sabab-e-aabruu na thaa
Gauhar Hoshiyarpuri
Ghazal
huzuur-e-naaz abas hai KHayaal-e-jaa.n 'gauhar'
niyaaz mahram-e-KHamyaaza-e-niyaaz to ho
Gauhar Hoshiyarpuri
Ghazal
Gubaar-e-nafrat na gard-e-kiina na daaG-e-ranjish
chale bhii aa.o ki meraa dil hai dhulaa dhulaa saa
Kuldeep Gauhar
Ghazal
Tanweer Gauhar
Ghazal
taasiir se KHaalii to suKHan na.ng hai 'gauhar'
shaa.er ko ataa ho sanad-e-'miir' bhii chaahe
Gauhar Hoshiyarpuri
Ghazal
Tanweer Gauhar
Ghazal
zarf-e-iizaa-talabii Gam bhii parakh le.n 'gauhar'
us se ik roz na milne kaa iraada bhii to ho
Gauhar Hoshiyarpuri
Ghazal
kahaa.n vo shoKH magar apnaa nutq-o-lab 'gauhar'
usii kaa zikr pa.e-zeb-e-guftuguu maa.nge
Gauhar Hoshiyarpuri
Ghazal
'gauhar' ye iztiraab-e-shab-o-roz hai fuzuul
kyaa e.atibaar-e-rahmat-e-yazdaa.n nahii.n rahaa
Kuldeep Gauhar
Ghazal
Kuldeep Gauhar
Ghazal
banaa hai marja.a-e-ahbaab ghar miraa 'gauhar'
dar aa.ii mehr-o-mohabbat kii jab se buu mujh me.n
Kuldeep Gauhar
Ghazal
KHaama-e-suKHanvar yaa jazb-e-andruu.n 'gauhar'
fan ke sar pe rakhtaa hai taaj-e-azmat-e-fan kaun