SEARCH RESULTS
Showing search results for "gazab"
Ghazal MATCHES FOR "gazab"
Ghazal
achchhii suurat pe Gazab TuuT ke aanaa dil kaa
yaad aataa hai hame.n haa.e zamaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
kaam sab Gair-zaruurii hai.n jo sab karte hai.n
aur ham kuchh nahii.n karte hai.n Gazab karte hai.n
Rahat Indori
Ghazal
ye inaayate.n Gazab kii ye balaa kii mehrbaanii
merii KHairiyat bhii puuchhii kisii aur kii zabaanii
Nazeer Banarasi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
sar-ba-sar yaar kii marzii pe fidaa ho jaanaa
kyaa Gazab kaam hai raazii-ba-razaa ho jaanaa
Rehman Faris
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
zaKHm ke phuul se taskiin talab kartii hai
ba.az auqaat mirii ruuh Gazab kartii hai
Mohsin Naqvi
Ghazal
dast-bardaar agar aap Gazab se ho jaa.e.n
har sitam bhuul ke ham aap ke ab se ho jaa.e.n
Javed Akhtar
Ghazal
Gazab hai justujuu-e-dil kaa ye anjaam ho jaa.e
ki manzil duur ho aur raaste me.n shaam ho jaa.e
Sheri Bhopali
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
kashish to ab bhii Gazab kii hai naazniino.n me.n
magar vo chaa.nd chamaktaa nahii.n jabiino.n me.n
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
ba.De Gazab kaa hai yaaro ba.De 'azaab kaa zaKHm
agar shabaab hii Thahraa mire shabaab kaa zaKHm
Ibn-e-Safi
Ghazal
Tuk aa.nkh milaate hii kiyaa kaam hamaaraa
tis par ye Gazab puuchhte ho naam hamaaraa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
dil-rubaa pahluu se ab uTh kar judaa hone ko hai
kyaa Gazab hai kyaa qayaamat hai ye kyaa hone ko hai