SEARCH RESULTS
Showing search results for "gesu-e-urduu"
Ghazal MATCHES FOR "gesu-e-urduu"
Ghazal
dil miraa pech-o-KHam-e-gesu-e-urduu kaa asiir
fan miraa shaana-kash-e-zulf-e-pareshaan-e-Gazal
Ayaz Azmi
Ghazal
vo silsile bhii kitne dil-aavez the ki jo
zanjiir-e-paa se gesuu-e-KHamdaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ko.ii suljhaa na sakaa zulf-e-adab baad tire
pa.D ga.ii gesu-e-urduu me.n shikan tere baad
Chandra Parkash Jauhar Bijnauri
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
chehra bhii barq bhii dil lene me.n gesuu bhii balaa
ek saa mo.ajaza hai kaafir o dii.n-daar ke paas
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
zamaana qissa-e-daar-o-rasan ko bhuul na jaa.e
kisii ke halqa-e-gesuu me.n vo kashish hii nahii.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Meeraji
Ghazal
kyuu.n asiir-e-gesuu-e-KHam-daar-e-qaatil ho gayaa
haa.e kyaa baiThe-biThaa.e tujh ko ai dil ho gayaa
Abul Kalam Azad
Ghazal
Shola Kararvi
Ghazal
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
Dattatriya Kaifi
Ghazal
rishta-e-jaa.n me.n girah pa.D ga.ii uljhan ke sabab
dil ko jab gesuu-e-pur-pech-o-shikan yaad aayaa
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
suljhii ko.ii girah to bahut ham ulajh ga.e
qissa tamaam gesuu-e-taa-ba-kamar kaa hai
Syed Khursheed Alam Kakwi
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
qais saudaa-e-Gam-e-gesuu-e-lailaa ke liye
le gayaa chand KHayaalaat-e-pareshaa.n ham se
Natiq Lakhnavi
Ghazal
shamiim-e-gesuu-e-mushkiin-e-yaar laa.ii hai
sabaa u.Daa ke payaam-e-bahaar laa.ii hai
Rais Amrohvi
Ghazal
saudaa-e-gesuu-e-siyah-e-yaar ho gayaa
aazaad thaa jo dil so giraftaar ho gayaa