SEARCH RESULTS
Showing search results for "gharaane"
Ghazal MATCHES FOR "gharaane"
Ghazal
unhe.n to KHaak me.n milnaa hii thaa ki mere the
ye ashk kaun se uu.nche gharaane vaale the
Waseem Barelvi
Ghazal
ek suuraj thaa ki taaro.n ke gharaane se uThaa
aa.nkh hairaan hai kyaa shaKHs zamaane se uThaa
Parveen Shakir
Ghazal
jo.De kii shaan ba.Dh ga.ii mahfil mahak uThii
lekin ye phuul apne gharaane se kaT gayaa
Munawwar Rana
Ghazal
go be-sutuu.n ko Taal de aage se kohkan
sa.ng-e-garaan-e-ishq uThaayaa na jaa.egaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
rafuu-garaan-e-shahr bhii kamaal log the magar
sitaara-saaz haath me.n qabaa hii aur ho ga.ii
Parveen Shakir
Ghazal
Khalid Moin
Ghazal
ham vo ki tujh ko she'r me.n tasviir kar diyaa
suurat-garaan-e-shahr ko hairaa.n kiye hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
faasle na ba.Dh jaa.e.n faasle ghaTaane se
aa.o soch le.n pahle raabte ba.Dhaane se
Nusrat Siddiqui
Ghazal
ba-KHudaa bhuul ga.e apnii musiibat 'bismil'
yaad jab aa.e mohammad ke gharaane vaale
Bismil Azimabadi
Ghazal
tum kuchh bhii karo hosh me.n aane ke nahii.n ham
hai.n ishq gharaane ke zamaane ke nahii.n ham
Farhat Ehsas
Ghazal
karb un kaa ki jo foot-paath pe karte hai.n basar
kyaa samajh paa.e.nge ye raaj-gharaane vaale
Zia Zameer
Ghazal
yahaa.n charaaG se aage charaaG jaltaa nahii.n
faqat gharaane ke piichhe gharaanaa aataa hai
Idris Babar
Ghazal
maayuus ho chale hai.n malaamat-garaan-e-ishq
vo vaqt hai ki baat samajhtaa nahii.n huu.n mai.n
Shaukat Thanvi
Ghazal
kho ga.e kahaa.n mere e.atibaar ke rishte
kis ne bo diye kaa.nTe phuul se gharaane me.n
Charan Singh Bashar
Ghazal
mai.n mohammad ke Gulaamo.n kaa Gulaam ibn-e-Gulaam
aise nisbat usii paakiiza gharaane tak hai