SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghat"
Ghazal MATCHES FOR "ghat"
Ghazal
KHud ko tire me.aar se ghaT kar nahii.n dekhaa
jo chho.D gayaa us ko palaT kar nahii.n dekhaa
Ahmad Faraz
Ghazal
KHatar-pasand tabii.at ko saazgaar nahii.n
vo gulsitaa.n ki jahaa.n ghaat me.n na ho sayyaad
Allama Iqbal
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ras un aa.nkho.n kaa hai kahne ko zaraa saa paanii
sai.nka.Do.n Duub ga.e phir bhii hai itnaa paanii
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
ik hashr saa bapaa thaa mire dil me.n ai 'shakeb'
kholii.n jo khi.Dkiyaa.n to zaraa shor ghaT gayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
Nawaz Deobandi
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
tumhaarii chiiKH tumhe.n be-panaah kar degii
shikaarii kab se lagaa.e hai ghaat chup rahnaa
Khurshid Talab
Ghazal
farhaad thaa to shiirii.n ke Gam me.n mu.aa Gariib
lailaa ke Gam me.n aan ke majnuu.n bhii laT gayaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
phir bhii na meraa qaafila luTne se bach sakaa
mai.n ne KHabar to rakkhii thii ek ek ghaat kii
Parveen Shakir
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
dil ke dariyaa ko kisii roz utar jaanaa hai
itnaa be-samt na chal lauT ke ghar jaanaa hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
arz-e-hunar bhii vaj.h-e-shikaayaat ho ga.ii
chhoTaa saa mu.nh thaa mujh se ba.Dii baat ho ga.ii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Aurang zeb
Ghazal
vo chaal ho ki badan ho kamaan jaisii kashish
qadam se ghaat adaa se adaa nikaltii hai