SEARCH RESULTS
Showing search results for "gher"
Ghazal MATCHES FOR "gher"
Ghazal
kise nasiib ki be-pairahan use dekhe
kabhii kabhii dar o diivaar ghar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
be-vaqt agar jaa.uu.ngaa sab chau.nk pa.De.nge
ik umr hu.ii din me.n kabhii ghar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
nashv-o-numaa-e-sabza-o-gul se bahaar me.n
shaadaabiyo.n ne gher liyaa hai chaman tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
la.Dnaa vahii.n dushman se jahaa.n gher sako tum
jiitoge tabhii hogii jo paspaa.ii zaraa aur
Aanis Moin
Ghazal
tum lauTne me.n der na karnaa ki ye na ho
dil tiirgii me.n gher chuke aur diyaa jale
Tahzeeb Hafi
Ghazal
jis tarah pe.D ko ba.Dhne nahii.n detii ko.ii bel
kyaa zaruurii hai mujhe gher ke maaraa jaa.e
Abbas Tabish
Ghazal
ye to ab ishq me.n jii lagne lagaa hai kuchh kuchh
is taraf pahle-pahal gher ke laayaa gayaa mai.n
Abbas Tabish
Ghazal
Manish Shukla
Ghazal
maulvii saahib na chho.De.nge KHudaa go baKHsh de
gher hii le.nge police vaale sazaa ho yaa na ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
baa.ndh rakkhaa hai kisii soch ne ghar se ham ko
varna apnaa dar-o-diivaar se rishta kyaa hai
Shahid Kabir
Ghazal
naukrii, shaa.irii, ghar-baar, zamaana, qadre.n
ik mohabbat hii kaa aazaar nahii.n hotaa yaar
Iftikhar Mughal
Ghazal
nafrato.n ne har taraf se gher rakkhaa hai hame.n
jab ye diivaare.n gire.ngii raasta ho jaa.egaa
Ali Ahmad Jalili
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
jii ka.Daa kar ke tire kuuche se jab jaataa huu.n
dil-e-dushman ye mujhe gher ke phir laataa hai
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
sahar hu.ii to KHayaalo.n ne mujh ko gher liyaa
jab aa.ii shab tire KHvaabo.n ne mujh ko gher liyaa
Bismil Sabri
Ghazal
tere jalvo.n ne mujhe gher liyaa hai ai dost
ab to tanhaa.ii ke lamhe bhii hasii.n hote hai.n