SEARCH RESULTS
Showing search results for "gheraa"
Ghazal MATCHES FOR "gheraa"
Ghazal
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
kyuu.n na jazb ho jaa.e.n is hasii.n nazaare me.n
raushnii kaa jhurmuT hai mastiyo.n kaa gheraa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ai dost mujhe gardish-e-haalaat ne gheraa
tuu zulf kii kamlii me.n chhupaane ke liye aa
Hasrat Jaipuri
Ghazal
Nazeer Baaqri
Ghazal
phir dhanak-ra.ng tamannaa.o.n ne gheraa mujh ko
phir tire KHat mujhe diivaana banaane aa.e
Iqbal Ashhar
Ghazal
chaaro.n taraf se maut ne gheraa hai ziist ko
aur us ke saath hukm ki ab zindagii karo
Adil Mansuri
Ghazal
udaasiyo.n ne mirii aatmaa ko gheraa hai
ruu-pahlii chaa.ndnii hai aur ghup a.ndheraa hai
Meena Kumari Naz
Ghazal
zulf-e-shab-guu.n ke sivaa nargis-e-jaaduu ke sivaa
dil ko kuchh aur balaa.o.n ne bhii aa gheraa hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ta.ng hai 'shaad' mire zauq kii vus.at ke liye
halqa-e-zulf hai aafaaq kaa gheraa kyaa hai
Naresh Kumar Shad
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Ishrat Afreen
Ghazal
chahaar samt se gheraa hai tez aa.ndhii ne
kisii charaaG kii lau phir bhii jaltii jaatii hai
Shahryar
Ghazal
pahu.nch sakaa na mai.n bar-vaqt apnii manzil par
ki raaste me.n mujhe rahbaro.n ne gheraa thaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
shikva-e-haal-e-shiyah gardish-e-dauraa.n se nahii.n
shaam baaqii thii ki jab raat ne gheraa mujh ko
Shoaib Bin Aziz
Ghazal
ai Gam mujhe yaa.n ahl-e-ta.ayyush ne hai gheraa
is bhii.D me.n tuu ai mire Gam-KHvaar kahaa.n hai