SEARCH RESULTS
Showing search results for "gho.nghe"
Ghazal MATCHES FOR "gho.nghe"
Ghazal
jo bhii milaa usii kaa dil halqa-ba-gosh-e-yaar thaa
us ne to saare shahr ko kar ke Gulaam rakh diyaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
hairaan hai.n lab-basta hai.n dil-giir hai.n Gunche
KHushbuu kii zabaanii tiraa paiGaam hii aa.e
Ada Jafarey
Ghazal
phuu.nkaa hai kis ne gosh-e-mohabbat me.n ai KHudaa
afsuun-e-intizaar tamannaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Meraj Faizabadi
Ghazal
gho.nsle viiraan hai.n ab vo parinde hii kahaa.n
ik basere ke liye jo aab-o-daana chho.D de.n
Waseem Barelvi
Ghazal
Saeed Rahi
Ghazal
har ik du.aa ke muqaddar me.n kab huzuurii hai
tamaam Gunche to 'amjad' khilaa nahii.n karte
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
aag bahtii hai yahaa.n ga.ngaa me.n jhelam me.n bhii
ko.ii batlaa.e kahaa.n jaa ke nahaayaa jaa.e
Gopaldas Neeraj
Ghazal
hai mere chaaro.n taraf bhii.D guu.nge bahro.n kii
kise KHatiib banaa.uu.n kise KHitaab karuu.n